Originally Posted by Private Ryan
^

Aur nahin toh kya? I believe in the saying, " 18 till i die" ....
Aur jyada khush mat ho..ek do saal mein aapki shaadi hone waali hai...
I'm a bong guy, and bongs usually dont marry before 30...

So i still have time...

Aapka kya hoga? Kaise bachoge?

18 till i die

Aapne marne kee plan bhi bana lee hai, chalo accha hai. Chammakchallo ke aashiq se pit ke marne se accha hai khud hee kaam tamaam kar lo

Meri chinta mat karo, abhi kaafi time hai
Par aap naacho - >

aapke jaida din nahin rahe ab... chaamkchallon ke saath
