Originally Posted by Ninja
Aap sab se yeh nivedan hai ki yaha par apne vichar vyakt karte samay ashleel bhasha/shabdo ka prayog na kare


Bhraata, is dor ko prarambh karne ke liye aapka dhanyawaad..main is dor ki upastithi se agyaat tha...
Originally Posted by bluediamond
baap re.. kya hoga agar
Saiyan ne ye dor (
thread) dekh liya tho!!! hayyare daiyya

^

Saiyan se badaa angrez bandar
FE par aa gaya hai...

Agnie...
