vaid jee, mouke kee nazaakat ko pehchaniyen,

Ryan mahoday ko dawaai kee nahin, sahi margdarshn kee zarorat hai, Woh srishti ke dwara rache sahi raste se bhatak gaye hain

unka swayam ke indriyon par se niyantan kho gya hai. Aise samay, ek acche vaid hote hue aapko ek dost kee taran unka mardarshan karna chahiye.

Aur aap apna vyapaar badane kee tucch baat kar rahe ho
