Bevde Zameen Par
Main kabhi batlaata nahin…
Bar main daily jaata hoon main Maa …
Yun toh main, dikhlaata nahin…
Daru peekar roz aata hun main Maa ….
Tujhe sab hai patha, hain na Maa…
Tujhe sab hai patha, meri Maa…
Theke pe yun na chhodo mujhe ,
Ghar laut ke bhi aa naa paoon main Maa…
Pavva lene bhej na itna door mujko tu,
Ghar bhi bhool jaun main Maa…
Kya itna bura hoon main Maa…
Kya itna bura hoon main…meri Maa..
Scotch main ,itna peeta nahi,
Ek peg se seham jaata hoon main Maa
Chehre pe aane detaa nahin
Lekin kabhi ludak jaata hoon main Maa
Tujhe sab hai patha…hai naa Maa
Tujhe sab hai patha, meri Maa …

Dedicated to resident Bevda Sandy

