Iss Kavita Ka sheershak hai "Sardaar Ka Pyaar". Yeh Kavita hamare sardaar ke jeevan par aadharit hai. Iss Kavita mein unke pehle pehle pyaar ka varnan kiya gaya hai. Sardaar ke jeevan par bani iss prakar ki anya kavitaein mein aapke saamne prastut karta rahonga
Sardaar Ka Pyaar FE par tha ek Sardaar
Katrina se karta tha woh pyaar
Katrina ne uska dil thoda
aur sallu se apna rishta joda
Sardaar ho gaya udaas
Katrina ki satane lagi usko yaad
din raat woh kat ki he baatein karta
jab dekho ussi ki pics woh post karta
Socha usne ki woh press conference bulwaye
sallu ko woh media mein pitwaye
lekin sallu se woh mann he mann darta tha
uski six pack abs se woh bahut jalta tha
Katrina ko karna chahta tha sardaar impress
yeh soch kar kareede usne ek dress
socha usne ki dress kareedon mein bahut he short
Jissmein katrina lage bahut he hot
Katrina ki B'day party mein lekar gaya woh dress
socha tha usne ki katrina ho jaayegi impress
Karegi katrina usko jaadu ki jhappi
aur tabhi lelega woh uski ek pappi
Kar raha tha sardaar katrina ko bahut Miss
Tabhi sabke saamne leli sallu ne katrina ki Kiss
Yeh dekh kar maano sardaar par bijli gir gayi
Jitni aashayen thi sab mitti mein mil gayi
Usnein chup-chap wahan se apna gift uthaya
aur sardaar waapas
FE par laut kar aaya
Ab din raat Kat ki yaadon mein dooba rehta hai sardaar
Soch raha hai aakhir kyon kiya usne pyaar
Ab doosri ladkiyon mein khoj raha hai woh apna saathi
Tabhi aajkal Riya ki pics post karta hai woh haathi
Ek baar usse thokar kha kar bhi samajh nahi aayi
Bhool gaya woh ki Riya hai Bluffy ki Lugai
Baat usko ab tabhi samajh mein aayegi
Jab Riya Bluffy ki ho jaayegi.
Dhanyawaad
Bluff~
